ek tu husn e bala us pey banawat afat ghar bigare gain hazaro key sawarne wale hashar ma lutf ho jab hoo un se do do batain wokahain kaun ho...
Pardey Pardey main aat'tab achay nahi Aisey andaz-z-hijab achey nahi Maikadey main ho gae chup chaap kiyu Aaj kuch mast sharab achay nahi ...
Uzr aaney mai bhii hai aur bulatey bhii nahi Baa'is-e-tark-e-mulaqat batatey bhii nahii Muntazir hain dum-e-rukhsat key mar jai'n tou jai Phir...
Mujh sa na de zamaane ko parvardigaar dil Aashufta dil, fareefta dil, be-qaraar dil Har baar maangti hain naya chashm-e-yaar dil Ik dil ko kis...
Laakh likha unhe andoh o mihan ka kaghaz Kb wo paRhte hain kisi sokhta-tan ka kaghaz Hamne mazmun-e-garaN-baari-e-gham likha tha Dast-e-qaasid...
Gazab kiyaa, tere vaade pe aitabaar kiyaa tamaam raat qayaamat kaa i.ntezaar kiyaa ha.Nsaa ha.Nsaa ke shab-e-vasl ashk-baar kiyaa tasalliyaa.N...
Darate hai.n chashm-o-zulf, nigaah-o-adaa se ham har dam panaah maa.Ngate hai.n har balaa se ham maashuuq jaaye huur mile, may bajaaye aab...
Na ravaa kahiye na sazaa kahiye kahiye kahiye mujhe buraa kahiye dil me.n rakhane kii baat hai Gam-e-ishq is ko hargiz na barmalaa kahiye vi...
Aseer-e-daam-e-bala aur kaun hai' main hoon Shikaar-e-teer-e-jafa aur kaun hai' main hoon Teri aada pey fida aur kaun hai' main hoon Tabah...
muhabbat me.n kare kyaa kuchh kisii se ho nahii.n sakataa meraa maranaa bhii to merii Khushi se ho nahii.n sakataa na ronaa hai tariiqe kaa...
Saqiya abar hai dey jaam shattab "Ek Par Ek" Aaj mahfil main girey mast sharab "Ek Par Ek" Josh par hai tera husn tu aae pardah nasheen Zoor...
aarzoo-e-wafaa kare koii ji na chaahe tau kya kare koii gar maraz ho dawaa kare koii marne_waale ka kya kare koii koste haiN jale huwe kya...
Ajab apna hal hota jo visal-e-yar hota kabhi jan sadqe hoti kabhi dil nisar hota Na maza hai dushmani main na hai lutf dosti main koi gair...
Ghazab kiyaa, tere va'de pe ai'tabaar kiyaa Tamaam raat qayaamat kaa intezaar kiyaa HaNsaa haNsaa ke shab-e-vasl ashk-baar kiyaa TasalliyaaN...
ajab apnaa Haal hotaa jo wisaal-e-yaar hotaa kabhii jaan sadqe hotii, kabhii dil nisaar hotaa ko_ii fitnah taa-qiyaamat, na phir aashkaar hotaa...
Saaz Ya Keena Saaz Kya Jany’ Naz walay Niyaz kiya Jany' Kab kisi Dar Pa Jubba Sai Kee Shakh Sahib Namaz Kya Janay’ Shama Roo...
pukarti hai khamoshi meri fugan ki tarah nigahen kahtai hain sab raz-e-dil zuban ki tarah jala k dag-e-muhabbat ne dil ko khak kiya bahar ai...
Daltey kiyu ho dopat'te ka tum aanchal doosh per Baar they pehley hii geesoo-e-musalsal doosh per Pehley af'aae thi'n woh zulfain ab hoi'n...
kyoN churaate ho dekh kar aankheiN kar chukiiN mere dil meiN ghar aankheiN chashm-e-nargis ko dekh leN phir hum tum dikhaa do jo ik nazar...
Tumhaare Khat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa na thaa raqiib to aaKhir vo naam kis kaa thaa vo qatl kar ke har kisii se puuchhate hai.n ye...
Use this control to limit the display of threads to those newer than the specified time frame.
Allows you to choose the data by which the thread list will be sorted.
Order threads in...
Note: when sorting by date, 'descending order' will show the newest results first.
Forum Rules